How to use more than 2 Indicators in TradingView for free | TradingView hack | TradingLead | Hindi

6 Просмотры
Издатель
Tradingview ka Hack: DIY Custom Strategy Builder for Multiple Indicators!
.
.
Tradingview ne limit laga di hai 2 indicators ki, lekin iska ek jugaad hai DIY custom strategy builder. Isme aap ek indicator se hi multiple indicators laga sakte ho. Sabse pehle Tradingview kholo aur DIY custom strategy builder ko select karke laga lo. Fir khud dekho kaise aap apne man pasand indicators ko use kar sakte ho!
.
.
Tradingview ne 2 indicators ki limit laga rakhi hai but iska bhi ek hack hai aap use kar skte hoon DIY custom strategy builder jisme sirf ek indicator me aapko multiple indicators lagane ka option mil jayega sabse pehle Tradingview kholo aur is indicator section pe jao aur search karo DIY custom strategy builder phir isse select karke laga lo phir iski kholo settings settings pe jao input section pe yaha par yeh saare options uncheck kar do specifically ye show sessions wale ab sabse important hai yeh switchboard turn on off indicators yaha jo bhi indicators aapko chahiye aap usse select karo like agar EMA chahiye to EMA select karo aur phir yaha par niche bata do kaunsi kaunsi EMA chahiye uska type aur phir yaha par baaki indicators bhi select karlo jaise yaha par me Bollinger bands aur supertrend select kar raha ho phir ok pe click kar do ab dekho yaha par hamare saare EMAs, Bollinger bands aur supertrend lag gaya hai but sirf ek hi indicator use hua hai aise hi aap aur bhi indicator laga skte ho options select karke is video ko save kar lena milte hain angle video pe jaye..
.
.
#tradingview #tradingindicators #trading #nifty #stockmarketindia #stockmarket #tradingtips #stockmarkettips #sharemarket #sharebazar
Категория
Торговля на рынке криптовалют
Комментариев нет.